ghata chaee
zameen par aasmanoon say
baha pani
faqat ik dard ka jatka tha
faqat mousam ka johnka tha
biche phr dard ke chadar
para phr zard sa mousam
andehry nay dhahka sabza
chla johnka jo sabzy main
to majnoo-n nay
churaya shakh say bazoo
k
SHAYD A GAYA "mali"
ulaj kar reh gya daman
gira wo phool "chanb-yli"
churaya khoob majnoo-n nay
magar ,ulja,patha,daman
wo ankhin ,sur-mai mousam
boht hiraa-n hoi-n yak dam
kahan dahje!
kahan bazo!
kahan daman!
kahan johnka!
"hawa say dar gaya pagal"

Popularity: 7% [?]