NANA k DEEN pe hr Chez Waar di
Kuch b na Apne pas Bachaya HUSSAIN ne
Kyon AAQA ko na Apne Nawase pe Naz ho
Her Qoul MUSTAFA ka Nibhya HUSSAIN ne
Kuch b na Apne pas Bachaya HUSSAIN ne
Kyon AAQA ko na Apne Nawase pe Naz ho
Her Qoul MUSTAFA ka Nibhya HUSSAIN ne
Afzal hai Kul Jahan se Gharana Hussain ka
“Nabiyon” ka Taj-Dar ha “NANA” Hussain ka
1 Pal ki thi bs Hakumt Yazed ki
SADIYAAN Hussain ki hen Zmana Hussain ka
“Nabiyon” ka Taj-Dar ha “NANA” Hussain ka
1 Pal ki thi bs Hakumt Yazed ki
SADIYAAN Hussain ki hen Zmana Hussain ka
Masjid Ki Safoun Se Kabhi Maqt
Masjid Ki Safoun Se Kabhi Maqtal Ki Taraf Dekh,
Touheed Tujhe HUSSAIN (A.S) Ke Sajde Se Milay Gi.
Salam Ya Hussain
Masjid Ki Safoun Se Kabhi Maqtal Ki Taraf Dekh,
Touheed Tujhe HUSSAIN (A.S) Ke Sajde Se Milay Gi.
Salam Ya Hussain
Maut K Darya Main Har Ek Khush
Maut K Darya Main Har Ek Khushk-o-Tar Reh Jayega
Haan Faqat Naam-e-Hussain Ibn-e-Ali Reh Jayega
Maut K Darya Main Har Ek Khushk-o-Tar Reh Jayega
Haan Faqat Naam-e-Hussain Ibn-e-Ali Reh Jayega
Hay Pori Kayanat Mein Hakoomat HUSSAIN Ki
Wajib Hy Momino Pe Muhabbat HUSSAIN Ki
Dozakh Se Uth Ke Wadi-e-Jannat Mein Aa Gia
HUR Par JO Pari Sham-e-Enayat HUSSAIN Ki
Wajib Hy Momino Pe Muhabbat HUSSAIN Ki
Dozakh Se Uth Ke Wadi-e-Jannat Mein Aa Gia
HUR Par JO Pari Sham-e-Enayat HUSSAIN Ki
Apni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan!!!!
Is Se Acha To Merey Ghar Ka Azaa Khana Hy
Zid Na Kar Tu Mujhe Firdos Main Le Janey Ki
Rasta Chor !!! Mujhe Karb-o-Bala Jana Hay
Is Se Acha To Merey Ghar Ka Azaa Khana Hy
Zid Na Kar Tu Mujhe Firdos Main Le Janey Ki
Rasta Chor !!! Mujhe Karb-o-Bala Jana Hay
Deen Ki Kashti Ka Kinara ALI A
Deen Ki Kashti Ka Kinara ALI ALI,
Be-Saharoun Ka Sahara ALI ALI,
Aao Duniya Waloun Aaj Kar Lein Faisla,
Ye Saari Duniya Tumhari…
Hamara ALI ALI
Deen Ki Kashti Ka Kinara ALI ALI,
Be-Saharoun Ka Sahara ALI ALI,
Aao Duniya Waloun Aaj Kar Lein Faisla,
Ye Saari Duniya Tumhari…
Hamara ALI ALI
Anjam-e-Wafa Kya Hai Socha Nahi Karte,
Momin Kabhi Halaat Se Soda Nahi Karte.
Ye Rasm Sikhai Hai HUSSAIN Ibne ALI Ne,
Sar Sajde Mein Ho Tou Teeroun Ki Parwa Nahi Karte.
Salam Ya HUSSAIN
Momin Kabhi Halaat Se Soda Nahi Karte.
Ye Rasm Sikhai Hai HUSSAIN Ibne ALI Ne,
Sar Sajde Mein Ho Tou Teeroun Ki Parwa Nahi Karte.
Salam Ya HUSSAIN
Wo Dil He Kya Ke Jis Mein Samaya Nahi HUSSAIN,
Behtar Hai Wo Jis Ne Khoya Nahi HUSSAIN.
Mujh Se Mere HUSSAIN Ka Mat Pouch Hosla,
Jitne Bhi Zakham Khaye Magar Roya Nahi HUSSAIN.
Salam Ya HUSSAIN
Behtar Hai Wo Jis Ne Khoya Nahi HUSSAIN.
Mujh Se Mere HUSSAIN Ka Mat Pouch Hosla,
Jitne Bhi Zakham Khaye Magar Roya Nahi HUSSAIN.
Salam Ya HUSSAIN
Aana Ho Jise Sar Pe Kafan Baandh Ke Aaye,
Maidaan-e-Shahadat Hai Azadari-e-SHABIR
Maidaan-e-Shahadat Hai Azadari-e-SHABIR
Partha hon jab namaz tho kehti
Partha hon jab namaz tho kehti hay karbala
Tum Mohsin-e-namaz ka matam na bholana
Partha hon jab namaz tho kehti hay karbala
Tum Mohsin-e-namaz ka matam na bholana
Bayat ya Sar ye tha taqaza yazeed ka
Mayoos tho koi b sawali nahi gya
Bayat na ki Hussain (a.s.) nay Sar day dia usay
Is ghar say tho yazeed b khali nahi gia
Mayoos tho koi b sawali nahi gya
Bayat na ki Hussain (a.s.) nay Sar day dia usay
Is ghar say tho yazeed b khali nahi gia
Bas aulad e Zahra (s.a.) say mohabat rakh lo Mohsin
Ye wafadar ko Abbas (a.s.) bana detay hin
(Mohsin Naqvi
Ye wafadar ko Abbas (a.s.) bana detay hin
(Mohsin Naqvi
Na janay kion meri ankhon min agaye ansoo
Sikha raha tha min bachay ko karbala likhna
(Allama Iqbal
Sikha raha tha min bachay ko karbala likhna
(Allama Iqbal
Mar ja Furat apnay hi pani min doob kar
Piyasay chalay gaey hin theray pass say Hussain (A.S.)
Allama Iqbal
Piyasay chalay gaey hin theray pass say Hussain (A.S.)
Allama Iqbal
Daman Zar-e-Eman Se Bhar Jayega…
Tu Phool Ki Manind Nikhar Jayega…
Aa MAJLIE-E-SHABBIR (A.S) Mein Ro Le Kuch Din…
Phir Hanste Huye Saar Saal Guzar Jayega
Tu Phool Ki Manind Nikhar Jayega…
Aa MAJLIE-E-SHABBIR (A.S) Mein Ro Le Kuch Din…
Phir Hanste Huye Saar Saal Guzar Jayega
Walioun Ki Zindagi Hai Pasina HUSSAIN Ka.
Zulm-o-Sitam Ki Mout Hai Jeena HUSSAIN Ka.
Keh Do Yazidion Se Ke Ab Apne Din Ginnein.
Aghaz Ho Chuka Hai Maah HUSSAIN Ka.
SALAM YA HUSSAIN
Zulm-o-Sitam Ki Mout Hai Jeena HUSSAIN Ka.
Keh Do Yazidion Se Ke Ab Apne Din Ginnein.
Aghaz Ho Chuka Hai Maah HUSSAIN Ka.
SALAM YA HUSSAIN
Ankhoun Ke Sahilon Pe Hai ASHKON Ka Hajoom…
Shayad GHAM-E-HUSSAIN Ka Mousam Qareeb Hai…
SALAM YA HUSSAIN
Shayad GHAM-E-HUSSAIN Ka Mousam Qareeb Hai…
SALAM YA HUSSAIN
bhagnay walon kay meian naam to likah sakta hon
bhagnay walon ki mein raftar nai likah sakta
bhagnay walon ki mein raftar nai likah sakta
Jo Jagta Tha Deen Ki Khatir Tumam Raat
Rehta Ibadaton Mein Magan Woh Sari Raat
Hukam e Rasool e Pak (S.A.W.W) Se Aesa Bhi Ho Gaya
Ek Raat Woh Rasool (S.A.W.W) K Bistar Pe So Gaya
Jis Din Se Yeh Waqiya Runuma Ho Gaya
Islam Us Ki Neend Ka Maqrooz Ho Gaya