A selection of lovely poetry , romantic poetry , cute poetry, sweet poetic & friendly poetry and texts. To share with close friends & loved ones. Send good morning loves quote, love sms jokes, love poems sms, hate u sms to your soul mates.
2. Tumhare samne hain itne sample
Kabhi hamein bhi pick karo
Hamare pyar ke icon pe
Kabhi to click karo
3 . Roz subha hum karte hai
Itne pyar se unhe good morning
Woh humhe ghoor kar dekhte hain
Jaise 0 error but 5 warning
Popularity: 91% [?]
M.SULMAN 1. Jo sadiyaon se hota aaya hai
Woh repeat kar doonga
Tu naa mili to tujhe
Shift delete kar doonga
2. Ladkiyaan sunder hain
Aur lonely hain
Problem hai ki bus voh
Read only hain
3. Shayad mere pyar ko taste
Karna bhool gaye
Dil ko aisa cut kiya
Ke paste karna bhool gaye
Popularity: 90% [?]
AKHIR hum kia karee in larkion ka/aw2 raah chaltay larko ko line deti hai yeh larkia
larko ko pagal banati hai larkia.. pata nahi kyon asa karti hai larkiahaar kisi larkay ko pyar kay jal main pansati hai larkia
larko kay paise lootati hai larkia…..:-$ .jis kay pass car hai us ko phatati hai larkia
ghareeb larko per thook ti hai larkia..?????make up se pehly monkey lagti hai
make up kay baad choorer lagti hai larkiapyar kisi or se wadaye kisi or se magar shadi kisi or se
karti hai larkia akhir kyon asa karti hai larkia/skull lagti hai shareef magar hoti nahi shareef larkiapyar barii shook se karti hai magar nibhati nahi larkia
bewafa khud hoti hai magar larko ko banadeti hai larkialarkia bhi aik bewaafa patang ki tarha hoti haidoor pakri tu meri hai agar kaath jaaye tu kisi or ki haiapnay aapko miss world sumjhti hia larkia.
larko ko dekh kar magroori karti hai larkiaagar tareef karoo tu hawa main superman ki tarha aurnay lagti hai larkia
chooti chooti batoo par naraz ho jatati hai larkia
larko ka aapass main larai(fight) karrati hai larkia.
akhir kyon kyon kyon asa karti hai larkia:-s
Popularity: 90% [?]
yeh ik punjabi poem hai jo mainnu fwd mail mai aye thi..
socha ap sab kay sath isko share karon..
umeed kerti hai tannu bhi pasand aye gii … take cares
Mehboob Meray Menoo Hate Naa Kur
Mehboob meray menoo HATE naa kar
Bund dil day apnay GATE naa kar
Teree kidee sohni SMILE aey
Pur raindee FOR A WHILE aey
Tu case noon COMPLICATE naa kar
Mehboob meray menoo HATE naa kar
Bund dil day apnay GATE naa kar
Ik mein hee tainoo DESERVE kuraan
Tay dil noon teray RESERVE kuraan
Hur wailay tainoo OBSERVE kuraan
Hor hun tu FRUSTATE naa kar
Mehboob meray menoo HATE naa kar
Bund dil day apnay GATE naa kar
menoo akhaan wich to LOCK tay kar
Kadi meray naal tu TALK tay kar
kudee rozee garden wich WALK tay kar
Hun milun ton HESITATE naa kar
Mehboob meray menoo HATE naa kar
Bund dil day apnay GATE naa ka
Popularity: 69% [?]
Saawan ki ye ghataeiN, Allah please nakko
Ye heart ki wabaeiN, Allah please nakko
Mere raqib ko woh apna cousin bata kar
YuN introduce karaeiN, Allah please nakko
Raste pe unko laaeiN, Allah please nakko
Ham khud bhatak na jaaeiN, Allah please nakko
Qismat se unka bhai hai heavy-weight champion
Love kis tarah chalaeiN, Allah please nakko
Popularity: 69% [?]
ek shair suno,
badi ghaur se suno,
mujhe nahi aata,
kisi aur se suno…
sihayi /khikhi
Shayari.!!
Mein Shayari likhna chahta hoon
Kalam se sihayi nahin aati
Jab sihayi aane lagti hai
To teri yaad hai aa jati
Jab yaad aane lagti hai
Fir yaad nahin jaati
Bas rah jaati hai teri yaad
Aur sookhi huiEk shair suno ..
Popularity: 19% [?]
Muhabbat meiN agar paida ho tension
To aksar toot jaata hai connection
Idhar heater ke jaisa ishq mera
Udhar jazbaat ka refrigeration
Corruption karne waale kar rahe haiN
Bara-e-naam hai anti-corruption
DON’T FORGET ME
SOFT
Popularity: 7% [?]
Aik jalsaa mein bulanay k mukhtalif tareeqay,
- reham dil (aur bhookay) logo ko bulanay k liye:
Duaein jo lo gay ghum khuwaro se
Tau ho gi tawazu namak paro se
- Lalchi aur behis logo ko bulanay k liye:
Karo gay jo jalsaa-e-gham mein shamooliat ekhtiyaar
Dekhaeingay tumhe hum, nae model ki car
- General public ko bulanay k liye:
jo chaho kabhi jalso se tum amaan
bulaeingay tum ko dekha ker hum naan
agar phir bhe aanay se ho ga inkar
khilaeingay tum ko banaras ka paan
agar pyar se raazi na ho ga yaar
otha leingay hum, tere ghar ka samaan
yun zid kerna hum se, tera hai bekar
jaga deingay soe hue sub shaitaan
paray gi tujhe jooto se jub wo maar
tau band ker k aaye ga khud he dukaan
Popularity: 7% [?]
……… Nojawan……..
Yoon hi nojawan say mayoos hein ehle qalam
jabkay mera mashwara aik nojawan ko bhagaya
mein nay kaha hazrat qalam per bhi tawaja dijiye
aglay hi haftay nojawan qalmay barha kar agya
Popularity: 7% [?]
jo sadiyaon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga…
Tu naa mili to tujhko dil sey
Ctrl+Alt+delete kar doonga…
******************
company kee ladkiyaan sunder hain
aur lonely hain…
Problem ye hai ki bus voh
READ-ONLY hain…
******************
Shayad mere pyar ko taste
karna bhool gaye…
Dil sey aisa CUT kiya
ke PASTE karna bhool gaye…
******************
Tumhare samne hain itney items
kabhi hame bhi pick karo…
Hamare pyar ke ICON pe
kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo…
******************
Roz subha hum karte hai
itne pyar se unhe good morning…
woh humhe ghoor kar dekhte hain
jaise 0 ERRORS but 5 WARNINGS…
Ho gayi galti humse, click ho gaya mouse
Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri
spouse!
******************
Tumse mila main kal to, mere dil mein hua
ek sound Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your
file
not found!
******************
Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"
Tum ho meri zindagi ki animated gif
******************
Aysa bhi nahin hai ke, I don’t likeyour
face Par dil ke computer mein, nahin hai
enough
disk space
******************
Ghar se nikalti ho tum jab, pehen ke
evening gown
Too many requests se, ho jaata hai server
down
******************
Tumhaare liye pyaar ki application, create
main karoonga
Tum usse debug karna, wait main karoonga
******************
Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya
Yeh dekho mera connection, time out ho gaya
*****************
Kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai
koi cat
What is your ICQ number, aao karein chat
******************
Tum jabse meri zindagi mein, aayi ho banke
female
Yaad raha na ab kuch, na postman , na
e-Mail__________________
ok main jald hi update karta hoooon
Popularity: 7% [?]