Aankhein Benoor Dil Weeran Kar Gaya
Ek Shaqsh Mujh Ko Tanha Kar Gaya
Khushyian Ly Gaya Hai Woh Sari Faqat
Meray Naam Ghamon Ka Jahan Kar Gaya
Ek Shaqsh Mujh Ko Tanha Kar Gaya
Khushyian Ly Gaya Hai Woh Sari Faqat
Meray Naam Ghamon Ka Jahan Kar Gaya
Sehmi Si Nigaho Mein Khwab Hum Jaga Denge
Sooni In Raho Pe Phool Hum Khila Denge
Humare Sang Muskura Ke To Dekhiye
Hum Aap Ka Har Gum Bhula Denge
Sooni In Raho Pe Phool Hum Khila Denge
Humare Sang Muskura Ke To Dekhiye
Hum Aap Ka Har Gum Bhula Denge
Johar-E-Zabt Ke Ahsas Se Darr Lagta Tha
Jang Main Tapti Hoe Pyass Se Darr Lagta Tha
Isse Liye Karbo-Bala Sham Se Aya Na Yazid
Usee Zaineb Tere Abass Se Darr Lagta Tha
Jang Main Tapti Hoe Pyass Se Darr Lagta Tha
Isse Liye Karbo-Bala Sham Se Aya Na Yazid
Usee Zaineb Tere Abass Se Darr Lagta Tha
Na Gham Hai Na Hai Ehsaas Khushi Ka
Na Deed Hai Na Hai Intezaar Kisi Ka
Main Tu Akela Chal Raha Hoon Andheron Main
Ab Tu Ye Bhi Yaad Nahi Kab Hua Tha Samna Rosheni Ka
Na Deed Hai Na Hai Intezaar Kisi Ka
Main Tu Akela Chal Raha Hoon Andheron Main
Ab Tu Ye Bhi Yaad Nahi Kab Hua Tha Samna Rosheni Ka
Agar Yunhi Yeh Dil Sataata Rahega
Toh Ik Din Mera Ji Hi Jaata Rahega
Mein Jaati Hu Dil Ko Tere Paas Chod
Meri Yaad Tujhko Dilaata Rahega
Galli Se Teri Dil Ko Le Toh Chali Hu
Mein Pohanchugi Jab Tak Yeh Aata Rahega
Toh Ik Din Mera Ji Hi Jaata Rahega
Mein Jaati Hu Dil Ko Tere Paas Chod
Meri Yaad Tujhko Dilaata Rahega
Galli Se Teri Dil Ko Le Toh Chali Hu
Mein Pohanchugi Jab Tak Yeh Aata Rahega
Dil Ki Chottoon Ne Kabhi
Chaen Se Rehne Na Diya
Jab Chali Sard Hawa, Mein Ne Tujhe Yaad Kiya
Is Ka Rona Nahi
Kyoon Tum Ne Kiya Dil Barbaad
Is Ka Gham Hai Keh Bohat Dair Mein Barbaad Kiya
Chaen Se Rehne Na Diya
Jab Chali Sard Hawa, Mein Ne Tujhe Yaad Kiya
Is Ka Rona Nahi
Kyoon Tum Ne Kiya Dil Barbaad
Is Ka Gham Hai Keh Bohat Dair Mein Barbaad Kiya
Chhupi Hai Kai Hamdardi Mere Gumon Ke Saath
Mil Gai Hai Kisi Ki Kahani Meri Daastaan Ke Saath
Mil Gai Hai Kisi Ki Kahani Meri Daastaan Ke Saath
Kuch Andhera B Zaruri Hai Gham-E-Yaar K Sath
Ab Diya Koi Na Rakhe Meri Dewaar K Sath
Mein Jo Ik Umer Masafat Mein Raha, Tab Jana
Rah B Chalti Rahi Hai, Meri Raftaar K Sath
Ham To Yusaf Nahi,Bazaar-E-Sukhan Mein “FRAAZ”
Yun Hi Chal Parte Hein,Har Ik Kharidaar K Sath

Dil Ki Nazuk Dhadkano Ko
Mere Sanam Tumne Dhadkana Sikha Diya
Jab Se Mila Hai Tera Pyaar Dil Ko
Gham Ne Bhi Muskurana Sikha Diya
Mere Sanam Tumne Dhadkana Sikha Diya
Jab Se Mila Hai Tera Pyaar Dil Ko
Gham Ne Bhi Muskurana Sikha Diya
Faqat Ek Baat Kehna Chahta Hun
Teri Ankhon Main Rehna Chahta Hun
Bohat Jaag Chuka Hun Tere Hijr Main
Tere Anchal Main Sona Chahta Hun
Zamane Bhar Ki Khushian Aur Ter Gham
Ye Gham Kuch Aur Sehna Chahta Hun
Teri Ankhon Main Rehna Chahta Hun
Bohat Jaag Chuka Hun Tere Hijr Main
Tere Anchal Main Sona Chahta Hun
Zamane Bhar Ki Khushian Aur Ter Gham
Ye Gham Kuch Aur Sehna Chahta Hun
Agarche Do Kinaron Ka Sangam Nhi Hota
Magar Ek Sath Chalna B Koi Kam Nhi Hata
Wo Ankhain Ek Luta Ghar Hain Jehan Aansu Nahi Rehte
Wo Dil Ek Pathar Hai Jis Dil Main Kisi Ka Gham Nahi Hota
Magar Ek Sath Chalna B Koi Kam Nhi Hata
Wo Ankhain Ek Luta Ghar Hain Jehan Aansu Nahi Rehte
Wo Dil Ek Pathar Hai Jis Dil Main Kisi Ka Gham Nahi Hota
Khushi Ko Dhundhne Se Gam Milte Hain
Yeh Gam Zindagi Main Hardam Milte Hain
Jo Dil Ke Saare Dard Baat Le
Aise Log Zindagi Main Kam Milte Hain
Yeh Gam Zindagi Main Hardam Milte Hain
Jo Dil Ke Saare Dard Baat Le
Aise Log Zindagi Main Kam Milte Hain
Log Toot Jate Hainek Ghar Banane Me
Tum Taras Nahi Khaate Bastiyan Jalane Me
Tum Taras Nahi Khaate Bastiyan Jalane Me
Ek Yahi Aas He Kafi Hai Mere Jeenay Mein
Dil Nahi Aap Dharakte Ho Mere Seenay Mein
Tujh Se Jo Zakham Mile Dil Se Laga Leta Hoon
Kitni Lazzat Hai Teri Zaat Ke Ghum Peenay Mein
Dil Nahi Aap Dharakte Ho Mere Seenay Mein
Tujh Se Jo Zakham Mile Dil Se Laga Leta Hoon
Kitni Lazzat Hai Teri Zaat Ke Ghum Peenay Mein
Pee Rahe The Hum Aj Akele Akele
Seh Rahe The Gum Aj Akele Akele
Vaada Kiya Usne Aakri Saans Tak Saath Nibane Ka
Par Aaj Marange Hum Aj Akele Akele
Seh Rahe The Gum Aj Akele Akele
Vaada Kiya Usne Aakri Saans Tak Saath Nibane Ka
Par Aaj Marange Hum Aj Akele Akele
Logon Ne Apna Hunar Dikhaya B Bohat Hay
Ja Ja K Usay Manaya Bhi Bohat Hay
Such Pocho To Dil Ko Acha Bohat Lagta Hay
Wo Shaks Js Ne Dil Dukhaya B Bohat Hay
Ja Ja K Usay Manaya Bhi Bohat Hay
Such Pocho To Dil Ko Acha Bohat Lagta Hay
Wo Shaks Js Ne Dil Dukhaya B Bohat Hay
Tuh Khush Rahe Toh Mein Muskuraunga
Kahin Bhi Ho Tu, Tujhe Naa Bhulaunga
Mere Gham Ka Tuh Dard Naa Lena
Ke Iss Dard Mein Bhi Mein Sukun Paunga
Kahin Bhi Ho Tu, Tujhe Naa Bhulaunga
Mere Gham Ka Tuh Dard Naa Lena
Ke Iss Dard Mein Bhi Mein Sukun Paunga
Har Khushi Kam Hai, Tera Gum Bhulane Ke Liye
Ek Tera Gum Hi Kaafi Hai, Mujhe Umr Bhar Rulane Ke Liye
Ek Tera Gum Hi Kaafi Hai, Mujhe Umr Bhar Rulane Ke Liye
Khuda Se Thoda Raham Khareed Lete
Aap Ke Zakhmo Ka Marham Khareed Lete
Agar Kahi Bikti Khushiya Meri
To Saari Bech Kar Aap Ka Har Ghum Khareed Lete
Aap Ke Zakhmo Ka Marham Khareed Lete
Agar Kahi Bikti Khushiya Meri
To Saari Bech Kar Aap Ka Har Ghum Khareed Lete
Marne Ka Tere Gam Mein Iraada Bhi Nahi Hai
Hai Ishq Magar Itna Ziyaada Bhi Nahi Hai
Hai Ishq Magar Itna Ziyaada Bhi Nahi Hai