Aesy bhi Mohabbat ki saza deti hai Duniya
Marr jayen to jeeny ki dua deti hai Duniya
Ye zakhm mohabbat ka hai ,Dikhana na kisi ko
La ker Sar-e-Bazar sajaa deti hai Duniya
Qismat pe karo naaz na itna b Faqeero
Hathon ki Laqeeron ko mitta deti hai Duniya
Marny k liye kerti hai Majboor to lekin
Jeeny k Tareeqy bhi Sikha deti hai Duniya
Aesy bhi mohabbat ki saza deti hai duniya ….

mana k hum hain ujrey howy shehar ki misaal..
tumhari aankhen bata rahi hain k viraan tum bhi ho

Parinda aakhir Ye Keh Gya Khushk Jheelon Say,
Mujhay Majbor Hijrat Pay Meray Halaat Kartay Hein…!!

Tumhara gham. Gham-e-dunya , uloom , aagahi
Kai azaab merey sath sath chaltey hain ….

Najanay kya kaha tha doobnay wale ne samadar se,
K lehrain aj tk sahil pe apna sir patakhti hain..

Meri aankhon se jo barasta hai ai hamnasheen
Woh qarz nahi teri yadon ka fasana kahti hai
Jab se huwa hoon main door tujhse mere qatil
Dunia mujhse teri haqiqat ka fasana kahti hai

Zindagi mein log dukh k siwa de bhi kya saktey hein
Marney ke baad do gazz kafan detey hein wo b ro ro k.

Maut kya ak lafz e bema’ni
Jis ko mara hayat ne mara
Jis ko mara hayat ne mara
Koi Phool Do Koi Khuwab Do Main Buhat Dino Se Udas Hoon,
Meri Zeest Ko Aab-o-Tab Do Main Buhat Dino Se Udas Hoon,
K Yeh Intezar K saray Pal Hain Azab-e-Jaan Banay Hue,
Mere Khat Ka Kuch to Jawab Do Main Buhat Dino Se Udas Hoon,
Jisay parh k Dil Ko Khushi Miley Mere Saray Jazbay Mehak Uthain,
Mujhe Aisi Koi Kitab Do Main Buhat Dino Se Udas Hoon,

Tumhe maloom hai jaana k tum bhi Ek Qaatil ho,
Mere andar ka hansta hua insaan tumne maar dala hai….

Kitne lgte the khobro hm \jab tmare sath the
They chand taron se ho ba ho hm\jab tmare sath the
Ab dobara sametney ki khud ko tago do kren ge
Bikhar gay the char soo hm \jab tmare sath the
Pehle c mehfil me che magoiyan SHAKIR na pehle se mudaha
Ab na wese he sukhan go hm\jab tmare sath the

Har aik baat pay Kehtay ho tum k tu kiya hai…
tum hi kaho k yeh andaaz_e_guftagoo kiya hai….
Ragoon me dhoortay phirnay k hum nahi qaeel…
jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!

AAj fir Tumhari Yaad ne Cheen Liya Hosh-o-hawaas mere,
Pagal ho jayenge hum agar ye sil sila jaari raha.

Mein uska hoon, yeh tou main jaan geya hon lekin
Woh kis ka hai, yeh sawaal mujhe sonay nahin deta..

Dard to bahot diye hai us ne hamein.
Per en dardo ka dil pe koi zakhm nahi
Dil zakhmi hai tu sirf es liye ke.
Humare Kami ka unhe koi gham nahi..
Per en dardo ka dil pe koi zakhm nahi
Dil zakhmi hai tu sirf es liye ke.
Humare Kami ka unhe koi gham nahi..
Kaise guzrey gi rat baqi hai,
Reh gai kuch bat baqi hai,
Kirchi kirchi bikhar chuka hon,
Na bachi ab zaat baqi hai,
Muqadar ne aysa khail khaila,
Jeet hoi na maat baqi hai,
Jab bagawat ne sar uthaya,
Sar salamat na hath baqi hai…
Reh gai kuch bat baqi hai,
Kirchi kirchi bikhar chuka hon,
Na bachi ab zaat baqi hai,
Muqadar ne aysa khail khaila,
Jeet hoi na maat baqi hai,
Jab bagawat ne sar uthaya,
Sar salamat na hath baqi hai…
Chot Khane Ka Bara Sh0q Tha Shani:
Ab Dard Mehka Hai To Shor Machate Kyun ho

Wafa me teri sanam hum yakeen kar,
Na watan ke rahe na safar ke rahe,
Bikhri hui laasho ke itne tukde hue,
Na kafan ke rahe na dafan ke rahe
Na watan ke rahe na safar ke rahe,
Bikhri hui laasho ke itne tukde hue,
Na kafan ke rahe na dafan ke rahe
Ishq may hare hue ashiqo ke ansu hain,
yeh mat samjihye k mausm badal rahe hai.

Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gay
Hum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gay
Kiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasilein
Behtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gay
Yeh chaand yeh taary yeh haseen raat ka aalam
Munsoob tere naam se kya kya na karen gay
Wiraan hoey qasr-e-tamana ke dareechy
Aabaad kabhi pyar ki ab duniya na karen gay
Har cheez ki bohtaat mein nuqsaan bohat hai
Shiddat se kisi shakhs ko chaha na karen gay?
…