Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par,
Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .!
Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .!
Hum ne aese ujaar di jese,
Zindagii Baap ki kamayi ho..
Zindagii Baap ki kamayi ho..
nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay
gul phainkain hain aooroon ki taraf balkah smr bhi
aay haana bhar andaaz chaman kuch to idhr bhi
aay haana bhar andaaz chaman kuch to idhr bhi
rooh-e-rosahan kay aagay shama-h rakh kar wo ya kahtay hain
udhr jata hai ya dekhain , idhr parwaana aata hai
udhr jata hai ya dekhain , idhr parwaana aata hai
in ka jo farz hai wo ahl-e-siaasat janain
mera peghaam muhabat hain jahan tak pohanchay
mera peghaam muhabat hain jahan tak pohanchay
ab to ghabraa kar ya kahtay hain
mar kar bhi chain na paya to kidr jayain gay
mar kar bhi chain na paya to kidr jayain gay
hum aao bhi kartay hain to ho jatay hain badnaam
wo qtl bhi kartay hain to charaghaan nahi hota
wo qtl bhi kartay hain to charaghaan nahi hota
zmaana bray ghor say sn rha tha
hamain so gya daastaan kahtay kahtay
hamain so gya daastaan kahtay kahtay
ya kah kar chertay hain jwanaan-e-makeeda
maael tumhain slaam kha hay bhaar nay
maael tumhain slaam kha hay bhaar nay
thi wo ek shahs ki tasveer sa
ab wo raa-naee khiaal kahan
ab wo raa-naee khiaal kahan
Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy
apny bahar muskurana,apny andar sochta ho
apny bahar muskurana,apny andar sochta ho
bk rha hn jinoon ma kia kia kuch
kuch na samjhay khuda karay koi
kuch na samjhay khuda karay koi
Mujh Se Kya Gila Hai Tum Ko, Aakhir Itne Badguman Kyon Ho,
Mein Ne Tum Ko Chaha Hai, Tum Se To Kuch Nehi Chaha..!!!
Mein Ne Tum Ko Chaha Hai, Tum Se To Kuch Nehi Chaha..!!!
Mein Faqat Chalta Raha, Manzil Ko Sar Isne Kiaa,
Saath Mere , Roshni Ban Kar Safar Isne Kia……
Saath Mere , Roshni Ban Kar Safar Isne Kia……
Mujay tumhari Judai ka koi gham nahi,
Meray khiyal ki Duniya main meray pass ho tum!!!
Meray khiyal ki Duniya main meray pass ho tum!!!
Mujh Se Pathar Ye Keh Kar Bachnay Lagay,
Tum Na Sambhlo Ge Thokarain Kha Kar….
Tum Na Sambhlo Ge Thokarain Kha Kar….
apne hath ki lakiro ko kya dekhto ho dosto
kismat to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote
kismat to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote
Woh Tasveer Laakhon Me Bikh Gayi,
Jis Me Roti Ke Bagair Baccha Udaas Tha..
Jis Me Roti Ke Bagair Baccha Udaas Tha..
Tumhary paon mein rakh di hy shayari apni..
Kisi ko kon yoon apni kamaayee deta hy…?
Kisi ko kon yoon apni kamaayee deta hy…?